Posts

Showing posts from February, 2021

Apni payal ka ghungru banalo mujhe

Apni payal ka ghungru banalo mujhe charno se ab liptalo mujhe apni payal ka ghungru banalo mujhe pero me bandhkar radhe chham chham chham chham dolu janam janam k papo ko charno se lipatkar dholu ghungru me milake sajalo mujhe apni payal ka ghungru banalo mujhe shyamaju ki payal k ghungru nritya karat hi bikhar gaye dhund rahi lalitaju ghungru ye ghungru bikharkar kidhar gaye shyamaju ki payal k ghungru nritya karat hi bikhar gaye ladli k payal k ghungru Apni payal ka ghungru banalo mujhe charno se ab liptalo mujhe jab jab charan rakho dharti par tab tab baja karu mai jhankaro me milkar radhe unme jada rahu mai taal sur se hatu to samhalo mujhe apni payal ka ghungru banlo mujhe in charno me bandhkar meri kismat jaag uthegi lipta rahu pagal bankar ke man ki kali khilegi jhuti dunia se ab to bacha lo mujhe apni payal ka ghungru banalo mujhe charno se ab liptalo mujhe apni payal ka ghungru banalo mujhe Apni payal ka ghungru banalo mujhe laadli shyamaju rakhlo muhje barsane me  mera di...

Apka kirtan hai Sawre a jao...

Apka kirtan hai sawre a jao sawre a jao ,sawre a jao apka kirtan hai sawre a jao dur dur se bhagat padhare  shyam shyam shree shyam pukare irada darshan hai sawre a jao... baba tumko ittar lagate bade laad se bhog lagate milan ka mosam hai, sawre a jao... thak gaye tumko rijhata rijhate atko na prabhu ate ate tume meri sogandh hai, sawre a jao... Apka kirtan hai sawre a jao

Ho jao taiyar tum khatu jane k liye

 Ho jao taiyar tum khatu jane k liye shish k dani shyam ka darshan pane k liye kisi ne pucha kyo jae hum asa kya hone wala humne kaha lagta hai mela falgun hai ane wala lagta hai darbar khushiya lutane k liye shish k dani shyam ka darshan pane k liye ghantaghan me ghadawal baaje paach aarti goti hai sankh nagada nobat gunje akhand jyoti jalti hai kalyug me avaar charanraj pane k liye  shish k dani shyam ka darshan pane k liye saccha sathi ek yahi hai baki bhul bhulaiya hai bhavsagar ka keval kevat mera shyam kanhaiya hai mat karna inkaar bhav tar jane k liye shish k dani shyam ka darshan pane k liye indradhanush rango me dhwajae shikhar band lehrati hai chandra chandni apne man se swet pushp barsati hai mahima aprampar shish jhukane k liye shish k dani shyam ka darshan pane k liye Ho jao taiyar tum khatu jane k liye shish k dani shyam ka darshan pane k liye