Ho jao taiyar tum khatu jane k liye
Ho jao taiyar tum khatu jane k liye
shish k dani shyam ka darshan pane k liye
kisi ne pucha kyo jae hum asa kya hone wala
humne kaha lagta hai mela falgun hai ane wala
lagta hai darbar khushiya lutane k liye
shish k dani shyam ka darshan pane k liye
ghantaghan me ghadawal baaje paach aarti goti hai
sankh nagada nobat gunje akhand jyoti jalti hai
kalyug me avaar charanraj pane k liye
shish k dani shyam ka darshan pane k liye
saccha sathi ek yahi hai baki bhul bhulaiya hai
bhavsagar ka keval kevat mera shyam kanhaiya hai
mat karna inkaar bhav tar jane k liye
shish k dani shyam ka darshan pane k liye
indradhanush rango me dhwajae shikhar band lehrati hai
chandra chandni apne man se swet pushp barsati hai
mahima aprampar shish jhukane k liye
shish k dani shyam ka darshan pane k liye
Ho jao taiyar tum khatu jane k liye
shish k dani shyam ka darshan pane k liye
Comments
Post a Comment