Apni payal ka ghungru banalo mujhe
Apni payal ka ghungru banalo mujhe
charno se ab liptalo mujhe
apni payal ka ghungru banalo mujhe
pero me bandhkar radhe chham chham chham chham dolu
janam janam k papo ko charno se lipatkar dholu
ghungru me milake sajalo mujhe
apni payal ka ghungru banalo mujhe
shyamaju ki payal k ghungru
nritya karat hi bikhar gaye
dhund rahi lalitaju ghungru
ye ghungru bikharkar kidhar gaye
shyamaju ki payal k ghungru
nritya karat hi bikhar gaye
ladli k payal k ghungru
Apni payal ka ghungru banalo mujhe
charno se ab liptalo mujhe
jab jab charan rakho dharti par tab tab baja karu mai
jhankaro me milkar radhe unme jada rahu mai
taal sur se hatu to samhalo mujhe
apni payal ka ghungru banlo mujhe
in charno me bandhkar meri kismat jaag uthegi
lipta rahu pagal bankar ke man ki kali khilegi
jhuti dunia se ab to bacha lo mujhe
apni payal ka ghungru banalo mujhe
charno se ab liptalo mujhe
apni payal ka ghungru banalo mujhe
Apni payal ka ghungru banalo mujhe
laadli shyamaju rakhlo muhje barsane me
mera dil naa lage janame me
mera mann naa lage jamane me
laadli shyamaju rakhlo mujhe bhi barsane me
na samajh lena tale se tal jaegi
haridas to virha viral jaegi
lage kitne janam fir rijhane me
thak na jau kahi ane jane me
laadli shyamaju rakhlo mujhe bhi barsane me
sabne bhar bhar piya tum lutate rahe
par mere paap karam ade ate rahe
maaf kardo hua jo anjane me
laadli shyamaju rakhlo mujhe bhi barsane me
tirath sutak pag pag me prayag raj...
mohe mor tu banaiyo to banaiyo vrindavan ko
mai to naach nach kud kud tumhi to rijhaungi
mohe bandar banaiya to banaiyo sevakunj ko
mai to kud kud fand vriksh choran dikhaungi
are rasik banaiyo to banaiyo barsane ko
mohe bhikshuk banaiyo to banaiyo vrindavan ko
mai to mang mang tuk brijvasin k khaungi
are rasik banaiyo to banaiyo barsane ko
mai bhi atho yam shyama sham shyam sham shyama sham gaungi
mohe mor tu banaiyo to banaiyo vrindavan ko
Comments
Post a Comment