Jinhe apna samajhte the
Jinhe apna samajhte the
har ik ne rulaya hai
Teri kripa ne hi baba
hume jina sikhaya hai
Yaha dekhke beyimani meri ruh hil jati hai
Yaha zakhmo par dunia bda namak lagati hai
yaha har ik baat pe hi apna rang dikhaya hai
teri kripa ne hi baba mujhe jina sikhaya hai
bhalai kar bhala hoga
burai kar bura hoga
koi dekhe ya na dehkhe
sawra dekhta hoga
Humko to aasra hai ae shyam murli wale
ae shyam khatuwale
Kaise karunga mohan mai par gehri nadiya
na naav ka thikana na pas hai khivaiya
Koi nahi humara, mujhe par jo utare
humko to aasra hai, ae shaym murli wale
ae shyam khatu wale
Mera man jae jaha
baba rup vaha tera ho
Jaha ho chran tere
sar vaha mera ho
Das mai tumhara hu bas itni kripa krdo
Mere man mandir me mere shyam ka basera ho
jivan me burai k kaate hi ugaae hai
dil k kisi kone me neki ka bhi dera ho
Mann mandir me aan birajo khatu wala sawra
khatu wala sawra lile wala sawra
Comments
Post a Comment