Jinhe apna samajhte the
Jinhe apna samajhte the har ik ne rulaya hai Teri kripa ne hi baba hume jina sikhaya hai Yaha dekhke beyimani meri ruh hil jati hai Yaha zakhmo par dunia bda namak lagati hai yaha har ik baat pe hi apna rang dikhaya hai teri kripa ne hi baba mujhe jina sikhaya hai bhalai kar bhala hoga burai kar bura hoga koi dekhe ya na dehkhe sawra dekhta hoga Humko to aasra hai ae shyam murli wale ae shyam khatuwale Kaise karunga mohan mai par gehri nadiya na naav ka thikana na pas hai khivaiya Koi nahi humara, mujhe par jo utare humko to aasra hai, ae shaym murli wale ae shyam khatu wale Mera man jae jaha baba rup vaha tera ho Jaha ho chran tere sar vaha mera ho Das mai tumhara hu bas itni kripa krdo Mere man mandir me mere shyam ka basera ho jivan me burai k kaate hi ugaae hai dil k kisi kone me neki ka bhi dera ho Mann mandir me aan birajo khatu wala sawra khatu wala sawra lile wala sawra