Shyam Mero Chanda Chakori Shyama Pyari

Shyam mero chanda chakori shyama pyari
fulo me saj rahe hai vrindavitn bihari
ik nand ka h chora
or ut bhan ki dulari

neelam se sohe mohan 
or swarnim si sohe Radha
bin mol bik gayi hu
jab se chhavi nihari
Shyam mero chanda chakori Shyama pyari

vo dil dil hi nahi jis dil me tumhari yad na ho
vo yad yad hi kya jisme ulfat bhari fariyad na ho
vo fariyad fariyad hi kya jisme chah na ho tere milne ki 
or vo chah chah hi kya jisme ki tere ashiq ka ghr barbaad na ho

matlab ki is dunia me yaha kon kisi ka hota hai
dhoka dete hai vahi jinpar bharosa hota hai
dekh lia ab dunia ka nazara 
na hum kisi k na koi hamara
sirf mere shyam...

sadiyo se tera hu diwana
ye janam janam ka fera hai
ik teri sawli surat pe
ye dil diwana mera hai

nandlal tere didaar bina
is dil me hua andhera hai
ik bar to tu khde mujhse
tu mera hai bas mera hai
Shyam mero chanda chakori shyama pyari
mere shyam mere shyam...

ik arj meri sunlo
dildaar ae kanhaiya
kardo adam ki naiya 
bhavpaar ae kanhaiya

acha hu ya bura hu
par das hu tumhara
jeevan ka mere tujhpar
kuch bhaar hai kanhaiya

tum ho adam jano ka
udhaar karne wale 
mai hu adam jano ka 
sardar ae kanhaiya

karunanidhan karuna 
karni padegi tumko
varna ye naam hoga
badnaam ae kanhaiya
mere shyam mere shyam...

sanu lod ni sare jamane di
bas tera nazara kafi hai
mai sare sahare chadd ditte
bas tera sahara baki hai

prehlaad ki bigdi banai thi
narsi ki hundi sarhai thi
tu chahe safal swikaar kare
tera ik hi ishara kafi hai 

jis jis se pyar kia maine
usne hi mujhe tadpa dala
ab pi hi lia diwane ne
teri naam ki masti ka pyala

hai swagat ko kuch pas nahi
mere pas hai in yashiko ki mala
o girdhar ab tu der na kar
mujhe gale lagale nandlala
mere shyam mere shyam...

chadd de na chadd de gariba nu satana ve
je tu na aya tere nal pyar naiyo pana ve
kinna hi satale ta vi kinna hi rulale
par ik vari channa mainu gale nal lale
ik vari channa mainu gale nal lale

tera hi bharosa mainu tera hi sahara ve
tera bina hunda naiyo mera ye guzara ve
tere jeya sona kittho labke le ana ve
tera bin hun satho reya naiyo jana ne
te chadd de ne chadd de gariba nu satana ve

kon karta yaha pyar hum garibo se
mili hai ye sarkar bade nasibo se
jaha shenshah bhi ake sar ko shukate hai
lekin phle baat krti hai ye hum garibo se
mere shyam mere shyam...

prabhu khel nirale karte ho
jo tera dun bharte hai
tum uska pani bharte ho

prabal prem k pale badkar
prabhu ko niyam badalte dekha
apna man bhale tal jaye
par bhakt ka maan na talte dekha

jab se shyam ne diwana bana rakha hai
sari duniya ka mujhe hosh bula rakha hai
is umeed me k ayenge vo ik din ghar me
gareeeb khane ko dilo ja se saja rakha hai

kisi ne kaha vo ate nahi bade bedardi hai
kyu is baat ko sabne uhi uda rakha hai
karke ikrar vo inkaar kabhi bhi nhi karte
uhi kuch logo ne use bewafa bana rakha hai

dil me roj unki yaad k moti khanke
ik ik yad ko sine se laga rakha hai
vo na bhi aye to dilasa si ye krega nhi
kyoki jo maza intzaar me hai vo milne me kaha rakha hai
mere shyam mere shyam...

jane kya log the kaise log the 
zindagi chod di bandai k liye
ek hum hai magar ye afsos hai
bandgi chod di zindagi k liye

nana bhati nachayo hagtan ne moku
gaj ne pukaro jab garub bisaro
jaye jaha ko ubaro suno prem ki pukaar
dropti bichari boli aoge bihari
mohe aas hai tihari 
or jau kis par

sunehi ter nahi kinhi der maine
turat hi cheer badhayo
nana bhati nachayo bhagtan ne moku
nana bhati nachayo





Comments

Popular posts from this blog

Bulavo ayo hai

Bol Kunsa bhajan sunau sawra

shyam dhani se milva tai mando tarse