Posts

Showing posts from November, 2020

Humara vaidh dunia me vo Baake Bihari hai

satao na hume ae jug walo hme dil ki bimari hai hamara vaidh dunia me vo baake bihari hai usi ne dard dekar k mere ye hal kar dala lagaya rog ab asa  mujhe behaal kar dala dava deta nahi akar usi ki intzaari hai hmara vaidh dunia me  vo baale bihari hai mere apno me hai mohan mere sapno me hai mohan jidhar bhi dekhti hu mai nazar ate hai manmohan nahi mara nahi choda gazab ka vo shikari hai hamara vaidh dunia me  vo baake bihari hai

Shyam Mero Chanda Chakori Shyama Pyari

Shyam mero chanda chakori shyama pyari fulo me saj rahe hai vrindavitn bihari ik nand ka h chora or ut bhan ki dulari neelam se sohe mohan  or swarnim si sohe Radha bin mol bik gayi hu jab se chhavi nihari Shyam mero chanda chakori Shyama pyari vo dil dil hi nahi jis dil me tumhari yad na ho vo yad yad hi kya jisme ulfat bhari fariyad na ho vo fariyad fariyad hi kya jisme chah na ho tere milne ki  or vo chah chah hi kya jisme ki tere ashiq ka ghr barbaad na ho matlab ki is dunia me yaha kon kisi ka hota hai dhoka dete hai vahi jinpar bharosa hota hai dekh lia ab dunia ka nazara  na hum kisi k na koi hamara sirf mere shyam... sadiyo se tera hu diwana ye janam janam ka fera hai ik teri sawli surat pe ye dil diwana mera hai nandlal tere didaar bina is dil me hua andhera hai ik bar to tu khde mujhse tu mera hai bas mera hai Shyam mero chanda chakori shyama pyari mere shyam mere shyam... ik arj meri sunlo dildaar ae kanhaiya kardo adam ki naiya  bhavpaar ae kanhaiya acha ...